Tahzeeb
Wo
na dilli hai na lakhnaw hai baki ab
Na mina bazaar hai na imaam baada ab
Tahzeeb to mar si gayi hai mere bhai is watan me
Jo puchun to kiya ab bhi takht hai tumhari yaadaun me ???
Yarab zalil wo khuwar hai hum apni na ahli par
Viraasat waqf huwi bus zulmat hai baki ab
Kahe kuch to mohsin pareshan hona lazim hai
Mohsin koi nahi bus rakeeb hi hai baki ab