Ek Yaad
Kyun
na ho meri yaad muyassar meri tanhai ko
Mere khulut me shamma nahi jalane ko
Wojo gaye to ek khala rah gayi hai baki
Jald ho yarab unki aamad mere aastaane ko
Kabhi bahtar bhi tha akela hona is jahan me
Ab to khana kharab lagta unke viraane se
Kyun na kahun main haal apna zamane ko
Kiya ab nahi ikhtiyaa khud ko bahlana ka
Bahtar hi sahi ye sab to hai inayat uski
Mohsin kabhi khud bhi mahfil ban jaya kar