Kiya haal hai
Kiya
haal hai, kiya bechaini hai
Kabhi na thi wo hi pareshani hai
Bebasi hai meri, ya koi ghustakhi hai
Yaad hai bus uski aur betaabi hai
Kaifiyat haraasa hai, koi aarzu bhi hai
Mile nahi wo mijhse abbhi aur mile se hai
koi intezaar karta tera bhi kahin hai
Yu banja Mohsin to ab bhi mauka hai