Paya Humne


Waqt Guzra Magar Kuch Na Paya Humne
Kush Hain ke Kuch Bhi Na khoya Humne


Bahut Berookhi Si Rah Mahfil ki Unke
To Wiraane Ko hi thikana Paya Humne