zameen hai watan mera
Main
Insaan hun zameen hai watan mera
Sarhade kuch nahi ye zahan hai chaman mera
Hain Mere Akhlakh hi Sarmaaya yaha mera
aam ho paigam e haq ko to jannat hi thikana mera
Yun to dharta hun aag e zahannum se main lekin
Kiya karu waswasa andaaz hai nafs mera
Hai sitam angez dunya ki rawani mujh par
aamaal nahi kuch bus koshish e rahmat mera
Admi bus banu ke insaaniyat hi shewa hai
Kyun kargaya barhum tumko ek Betuka sawal mera