Rubba?


Ye kiya huwa hai kiya pata
Kuch bhi samajh me na aaye

Meri ulzan hai shayad yahi
Kuch bhi kaha bhi na jaye

Ruthe wo nahi hai humse
Lekin durri rahe bhi na jaye

Koi han nahi  harkara bhi abhi
Khat bhi pahuch na paye