murshid ki tarha
Kiya
khauf Hai Maut se Naam Bhi na Lete Ho
Kahte hoke Marne wala Parda Nashin hota Hai
Aakhirat HiHai aur Hisaab Hona Hai muiyan
Kiya Darte ho Kahi Kuch faot Na Hojaye
Maalum hai kiya inko maut ki haqeeqat
Marna to ek roz hai phir jina hi padega
Koi mohsin ho zindagi me murshid ki tarha
Sarapa kauf hai faila, magar jina hi padega