Phir Bhi kiss baat ki

Kyun Na Sabr talab hu aur kyun na Raazi hun.
Meri khuwahish hai wahi ke main ghazi hun.


Marna mujh ko hai ek din aur wo muieyyan hai
Phir Bhi kiss baat ki jaldi hai ke main tanha hun